Halaat keh rahe hain ki woh ab yaad nahin karegi;
Umeed keh rahi hai ki bas thora sa intzaar aur...
----
A deep quote :) Insaan taaro ki taraf tbhi dekhta hai, Jab usne zameen par kuch kho dia ho.!!
---
Badal diya hai mujhe,mere chahne walo ne hi, warna mujh jaise shaks mein itni Khamoshi kha thi---
"Kuch lutt gaya kuch luta diya, kuch mitt gaya kuch mita diya. Zindagi ne kuch yun aazmaya humein Kuch chinn gaya kuch gawa diya".
---
मेरा यहीं अंदाज़ इस जमाने को खलता हैं, कि इतनी ठोकरों के बाद भी ये सीधा कैसे चलता हैं...!!
---
---
Mohabbat ke khel mein ae saaqi; Sabko anjaam ka ehsaas ho, yeh zaroori to nahin...
---
Agar kehte ho tum mujhe apna, toh kabhi apna bhi liya karo Jab darte ho bichadne se itna, toh kabhi apne paas bula bhi liya karo -jiya aren
---
खोखला करते रहे लगातार, दीमक उसे, लकड़ी भ्रम में रही, की लगाव ज्यादा है।
सेजल
---
कुछ इश्क़ किया कुछ काम किया
वो लोग बहुत ख़ुश-क़िस्मत थे
जो इश्क़ को काम समझते थे
या काम से आशिक़ी करते थे
हम जीते-जी मसरूफ़ रहे
कुछ इश्क़ किया कुछ काम किया
काम इश्क़ के आड़े आता रहा
और इश्क़ से काम उलझता रहा
फिर आख़िर तंग आ कर हम ने
दोनों को अधूरा छोड़ दिया |
-फैज़ अहमद फैज़
---
सिर्फ़ बेहद चाहने से क्या होता है नसीब भी होना चाहिए किसी का प्यार पाने के लिए
---
"Charche nashe ke chal rhe the, Mein zikr teri nigahon ka kar aaya.
Jab baat sukoon ki chidi mai baat teri bahoon ki kar aaya".
---
Jaun Elia wrote: "Kon iss ghar ki dekh baal kare, Roz ek cheez toot jaati hai."
---
हम आह भी करते हैं तो हो जाते हैं बदनाम वो क़त्ल भी करते हैं तो चर्चा नहीं होता
-----
'Kaaju, Badam chhodo
Dhokha khaa lo...
Zyada Akal aayegi
----
Khwab bikhre hai suhane kya kya
Lut gaye apne khazane kya kya
Mud KE DEKHA HI THA MAAZEE KI TARAF
Aa mile yaar purane kya kya
Sirf EK TARK-E-TAALUUK KE liye
TUNE DHOODHE HAI BAHANE KYA KYa
AAJ DEKHI HAI JO TASVEER TERI
YAAD AAYA HAI NA JAANE KYA KYA
RAAT SEHRA KI RIDA PER "MOHSIN"
HARF LIKHE THE HAWA NE KYA KYA
RIDA=MITTI(SAND), HARF=AKSHAR(WORD), TARK-E-TAALUK=SAMBHANDH TODNE KE LIYE(BREAK-up)
Mazee=ateet (Past)
---
چہرے پہ مرے زلف کو پھیلاؤ کسی دن کیا روز گرجتے ہو برس جاؤ کسی دن ، امجد اسلام امجد
चेहरे पै मेरे जुल्फ़ को फैलाओ किसी दिन-क्या रोज़ गरजते हो बरस जाओ किसी दिन - अमजद अस्लाम अमजद
---
بلا سے راستہ پڑ ھار ہے دشوار وادی ہے ۔ اگر منزل کی خواہش ہے تو پر عزم سفر کئے ، متاز صنم
बला से रास्ता पुरखार है दुश्वार वादी है- अगर मंज़िल की खाहिश है तो फिर अज्मे सफ़र रखिए
- मुमताज़ सनम
---
ڈوب کر دل کے بھی اندر دیکھو کتنا گہرا ہے سمندر دیکھو ، نظر امر و هوی
डूब कर दिल के भी अन्दर देखो कितना गहरा है समुन्दर देखो - नज़र अमरोही
---
شام کے وقت وہ آتے ہی نہیں چھت پرکھی۔ آپ نے ان کو نہیں چاند کو دیکھا ہوگا ، شکیل شمسی शाम के वक्त वो आते ही नहीं छत पै कभी-आप ने इनको नहीं चांद को देखा होगा - शकील शमसी
---
तेरी मर्जी से ढल जाऊं हर बार ये मुमकिन तो नहीं, मेरा भी अपना वजूद है मैं कोई आईना तो नहीं...?
गुलज़ार
---
Sabke apne hisse ke dukh hai Sab apna apna sambhaal rahe hai
---
न मैं तलाश करूँ तुम में जो नहीं हो तुम, न तुम तलाश करो मुझमें जी नहीं हूँ मैं।
- निदा फ़ाज़ली
---
Duniya mein 'qateel' us sa munafiq nahin koi Jo zulm to sahta hai baghawat nahin
Qateel Shifal
Munafiq = hypocrite...
---
Ye jabr bhi dekha hai tareekh ki nazro'n ne
Lamho'n ne khata ki thi,
sadyo'n ne saza paayi.
Muzaffar Razmi
---
पेड़ काटने आये है, कुछ लोग मेरे गांव में
अभी धूप तेज़ है कहकर, बैठ गए उसी की छाव में।
---
Qadar Karni Hai Tou Zindagi Mein Hi Karo
Chehre Se Kafan Uthate Waqt Tou
Nafrat Krne Wale Bhi Rou Parte Hain...
---
"Log tol dete hai chand baaton par kirdar, Baari apni ho to unhe taraju nahi milta." - Haqeeqaten
---
अपमान का इतना असर मत होने दो अपने ऊपर
सदा ही और सबके आगे कौन सम्मानित रहा है भू पर..
भवानी प्रसाद मिश्र
---
Bhula denge tumhein bhi, zara sabr to keejiye; Aap ki tarah hone mein thora waqat to lagega..
---
"Mohabbat do logo ke beech ka Nasha hai,
Jise pehle hosh aa jaye wo bewafa hai".
---
Dard hoon, tabhi baitha hoon tere dil mein;
Zakham hota to kab ka bhar gaya hota...
---
Sau sau ehsaas chupe hein mere har ek lafz mein;
Khuda jaane tum kitna samajh paati ho
---
Aansu nikal aaen toh khud pochiyega, log pochne aayenge toh sauda karenge....
---
Ishq ki galiyon me kahin badnam, Toh kisi ke liye mahaan hoon me.
Padhoge toh mushkil lagunga, Samajh pao toh kaafi aasan hoon me. -Ved
---
"Chhod sare inn kisso ko, inn iraadon ko inn waadon ko,
Tu aaina dekh aur phir bata ki meri pasand kaisi hai.."
---
Rehne de aasmaan, zameen ki talash kar.Sab kuch yahin hai,kahin aur na talaash kar. Har aarzoo puri ho to jeene ka kya mazaa; jeene ke liye bas ek khubsurat wajah ki talash kar..
----
Pov: Home is not home for everyone
"Ghar Kay Jhagrey Kha Gaye Humein Tanha hi Tanha ro kar so gaye Kabhi Laga Kay sab sanwar Gaya Par Hum Roz ba Roz aur bikhar gaye."
-Wajid Shaikh, Source via Book sukoon 2023, Quoted by Dua
---
Comments